Panjtan Ka Jashan - Shabnam Majeed - New Qasida 2023

73 Views
Ajareresalat
Ajareresalat
30/10/23

⁣◉ Qasida Lyrics
Ye Fakhar E Panjtan Ka He Jashan Hai
Ye Fakhar E Panjtan Ka He Jashan Hai

Hai Pisar E But Shikan Ka He Jashan Hai
Ye Fakhar E Panjtan Ka He Jashan Hai
Ye Fakhar E Panjtan Ka He Jashan Hai

Hussain O Minni Hai Jo Is Deher Mein
Nabi Ke Gul Badan Ka He Jashan Hai
Ye Fakhar E Panjtan Ka He Jashan Hai
Ye Fakhar E Panjtan Ka He Jashan Hai

Quran Ki Ayatein Jhoomi Hain Yani
Hadayat Ke Chaman Ka He Jashan Hai
Ye Fakhar E Panjtan Ka He Jashan Hai
Ye Fakhar E Panjtan Ka He Jashan Hai

Jo Pardo Ko Bachaye Ga Salamat
Teri Har Ik Behen Ka He Jashan Hai
Ye Fakhar E Panjtan Ka He Jashan Hai
Ye Fakhar E Panjtan Ka He Jashan Hai

Sina Mein Jo Kalam E Rab Krega
Usi Rab Ke Dahan Ka He Jashan Hai
Ye Fakhar E Panjtan Ka He Jashan Hai
Ye Fakhar E Panjtan Ka He Jashan Hai

#qasida #shabnammajeed #newqasida #shia #molahussain #newqasiday2023 #imamhussain #ajareresalatqasida

◉ Seo & Distribution By : https://9xperts.com/

Kalam Title : Panjtan Ka Jashan
Reciter : Shabnam Majeed
Poet : Salamt Feroz
Music : Ustad Wajid Ali Tafu
Audio : Lucky Tafu Studio LHR
Recordist : Shahrukh Abbas
Mix & Master : Rinku Ali Wajid
Director : Dr Mirza Amais Amin
Video : 72 Star Production
Label : Ajareresalat.com
Release : Ajareresalat.com

Show more

0 Comments Sort By

No comments found

Up next